Andheri Rahon Mein - Dad version
Check out the artist page.
Stream all 39 songs for free.
Lyrics
Andheri raahon mein , mile na mile humsafar
Yuhi tum befikar , Chalte raho
Nigaho mein kahi , sapno ka hai basar
Sitaro si raat bhar , jalte raho
Ho khudpe aitbar , to mumkin hai sabhi
Zamana tum se hai , zamanese tum nehi.
Dhadkane gaye jo , sang gungunaye sama
Pao mein ho zami , sarpe rahe aasma
Hosla kam ho na kabhi , Chahe jo halat ho
Bekasi mein chhupi hui , nagmo ko pehchan lo.
Kho gaya , jo gaya , aaye na phir woh kabhi
Gam mile , ya khushi Shikwa na kar zindagi
Bezuba khwahisho ko tum / Apni aawaz do
Jee lo ji bharke aaj tum , Kal phir yeh pal ho na ho.