Song picture
Mehfuz (cover)
Comment Share
License   $0.00
Free download
rock chyutya chutiya
Commercial uses of this track are NOT allowed.
Adaptations of this track are NOT allowed to be shared.
You must attribute the work in the manner specified by the artist.
Chirag, Piyush and Adit got together a few years back and formed a small musical brotherhood called ChYuTya! You can figure out yourself why we called ourselves that. Despite pursuing different careers we have taken a vow to make a difference to the musical world in many ways. Heavily influenced by Gods like Pink Floyd and modern musicians like Coldplay, all we try to do is make music what comes from within be it in english or hindi. Hope you enjoy it!
Song Info
Genre
Rock Rock General
Charts
Peak #671
Peak in subgenre #151
Author
Euphoria
Uploaded
December 10, 2006
Track Files
MP3
MP3 4.4 MB 128 kbps 4:50
Lyrics
Zindagi Hai dhuan to kya Bujh gayi har subah to kya Rootha mujhse khuda to kya Ho gaye hum juda to kya Faasle they hazaaron darmiyan Waqt ke they hazaaron imtehaan Fir bhi ban ke nishaan Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah main mehfuz hoon Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah main mehfuz hoon Mehfuz hoon Bewajah har wajah to kya Begunahii hai gunaah to kya Beasar hai dua to kya Ho gaye hum juda to kya Raaz gehre hazaron bepanah Lafz thehare hazaaron bejubaan Fir bhi ban ke nishaan Tere honthe ke kisi kone mein Hansi ki tarah main mehfuz hoon Tere kesu ke mude pannon mein Yaadon ki tarah Mehfuz hoon Teri aankhon mein Mehfuz hoon Teri yaadon mein Mehfuz hoon Teri baaton mein Mehfuz hoon Tere baalon mein Faasle the hazaron darmiyaan Waqt ki thi hazaron aandhiyan Fir bhi ban ke nishaan Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah main mehfuz hoon Tere kaandhe ke chipe til mein Vaadon ki tarah main mehfuz hoon Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah main mehfuz hoon Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah hmmm hmmm hmmm hmmm
Comments
The artist currently doesn't allow comments.