Lyrics:
Zara qareeb toh aa
Zara qareeb toh aa
Teri baahon mein mein gum hogaya
Najaanay kiun
Teri in aankhon se mera naya janam hua
Har dafa
Har dafa
Aa na, (kiun na?)
Tuh meray paas aa zara
(Aa na)
Najaanay kiun
In gehraiyon mein
Mein na doob saka
Jitna bhi chaha
Jitna bhi roya
Bas tera raha intezar
Kiun karta hoon mein tera intezar?
Mein teri aankhon mein
Mera naya janam hua
Har dafa
Har dafa
Har dafa
Najanay kiun
Najanay kiun
Tuh meri na ho saki
Mein tera na ho saka
Aur ghoomti gayi duniya
Na mile ham
Bas mile ye saza
Har dafa
Har dafa
Har dafa
Har dafa