Just a process of my thoughts I tried to put in words.
Lyrics
jaana meri jaana
mere khwaabon mein
tu naa aana.
tu mere din aur raat mein
khamoshi aur baat mein
jaane jaana tu kahan
aa ke mujhe bataana
jaana meri jaana
mere khwaabon mein
tu naa aana -2
tu mere sangeet mein
mere labon ke geet mein
jaane jaana meri dhun mein
dhun mein tu samaana
jaana meri jaana
mere khwaabon mein
tu naa aana.
tu naa aana ...fade