Teri yaadein, mulaqatein, woh raatein aur baatein
teri saansein woh baahein ab mujh ko yaad aaein
tere bina mera jiya sataey aye kiyoun piya
yaadon nay mujh pay yeh jadu kia
teri saansein woh baahein ab mujh ko yaad aaein
woh adaon ki ghataein mere dil ko chu jaein
pyari yeh duniya saari mein nay hai tujh pay wari
phir bhi mere dil nay tujh say yari ki bazi haari
mere khayalon mein, mere khayalon mein bas tu
wapis aajao o o mere pass tum sada
wapis aajao o o mere pass tum sada
suna mera jahan, bhula mein houn kahan
jab tak hai jaan mein jaan tera rahoun piya
wapis aajao o o mere pass tum sada
wapis aajao o o mere pass tum sada
piya mera jiya, piya mera jiya tu hai kahan
tera karoun intezar tu mere dil ka qarar
itna hai aitebaar maanoun gaa na mein bhi haar