Kahoon toh kia kahoon?
Kuch keh kar na kahoon
Kuch seh kar na maroon
Aur aksar mein majboor
Phir kia suno ge tum azaan ki?
Phir kia ro ge tum bina aansoon ke?
Phir kia reh gaya?
Ja, kahan ka hai?
Phir kia suno ge tum azaan ki?
Phir kia ro ge tum bina aansoon ke?
Aur kabhi aayeinge woh din
Aur kabhi aayeinge woh raatein
Dukh liye dil ke ab ye na raha, na raha
Na mile ab thikana, thikana
Bhar liya dil ab menay apna
Toh kiun ikhtalaaf meri jaana why?
She tells me ke
She's living with her demons
Beats me
She's out the attic, better stick to the feelings
Jo bhi
Mila hamein
Aaj kal ki khwaaishein
Par rukna nahi
Jab sab mit jaye yeh
Aur rona nahi
Jab sab rul jaye yeh
Phir kia suno ge tum azaan ki?
Phir kia ro ge tum bina aansoon ke?
Phir kia reh gaya?
Ja, kahan ka hai?
Phir kia suno ge tum azaan ki?
Phir kia ro ge tum bina aansoon ke?
Aur kabhi aayeinge woh din
Aur kabhi aayeinge woh raatein