
Free download

Song Info
Genre
Charts
Peak #81
Peak in subgenre #50
Author
Mana aka Naumaan
Rights
NA (NADEEM AWAN)
Uploaded
February 20, 2018
Track Files
MP3
MP3 6.7 MB • 160 kbps • 5:49
Story behind the song
THE THINGS HAPPENING NOW DAYS IN WORLD
Lyrics
Intro:
yeah ish your boy PRM MANA AKA NAUMAAN sab k sab jhootaye hain saalaye
chorus:
ye dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
dhouka hai bus dhouka hai ankhou ka kahe rul naw jana
naw koi shamma hai or naw he koi parwana
dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
verse 1:
don't know what's going on here
image is bright but nothing is clear
nill talk about justice everyone has fear
feel yourself free
listen to me
this world is wild
you need some guide
to make your future bright
check out the life's edge
you have to be your own judge
this game is on
try to bring it to won
otherwise the time will gone
chorus:
ye dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
dhouka hai bus dhouka hai ankhou ka kahe rul naw jana
naw koi shamma hai or naw he koi parwana
dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
verse 2:
suno ye kahani ab meri he zabani
ajj jis ki bhe shatranj usi ki he rani
khouklaye hain zameer har jagah hai beyemaani
paisa nasha hawas ki hai duniya deewani
oukaatou say huaye vay hain sab reyha
irkaanaye doulat pay hain ye fida
haqeeqi risht-o-wajood say juda
jaha bhe mouqa milaye dasain saanp ki tarah
sab arzia bun gae hain ab rishwat
masoomou ki har cheeze main rukawat
faislou main houti hai milawat
jhooti adalat sab hai baghawat
agaye daikh peechaye daikh koi terey saath nae
idher jaa udher jaa kisi pay eitebaar nae
ye dunia ka khail hai koi beykaar nae
har qadam pay hai khatra koi sacha yaar nae
sakta hai tou bach jaa warna koi mouqa nae
duniya ka pta nae beech main maar jaye gee
pehley bhout tarsaeyae gee baad main tarpaeye gee
pta bhe nae hougaw mout saamnaye aw jaye gee
is khail main tu mat aw warna mara jaye gaw
mout ka hai khail tu zaya hou jaye gaw
pta bhe nae hougaw kahe ghayab hou jaye gaw
anaye k baad bhout tu pashtaye gaw
yaha lagti hain bazian chalti hain churiyaan
bari bari laashou ki uth ti hain douliyaan
bajti hain seetian mout ki ghantian
khaili jati hain yaha khoon ki houliyaan
chalti hain dakaitiyaan bari bari chouriyaan
matlabi hain loug bharain zaiwaroun say jhoulian
yaha chalti hai boli paisou ki boli
yaha behta hai khoon ya chalti hai goli
chorus:
ye dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
dhouka hai bus dhouka hai ankhou ka kahe rul naw jana
naw koi shamma hai or naw he koi parwana
dunia nahe logo ka hai ek zamana
har din houta hai yaha pay koi naya fasana
farzi duniya k asoolou main kahe khou naw jana
Verse 3:
doob gae rohani millat har jagah hai bus ab zillat
jhooti hou gae sab ye ibadat sachi hou gae sab wo rawayat
maanni kisi nay naw kisi ki hadayat
har cheeze pay fatwa ya sharayat
koi parwah nae naw khair o khairiat
begunnaho ki banti hai maiyat
masajid madaaris veeran o barbaad
cinema park sab kufar say abaad
lagtaye hain isi baat pay he ghaat
firqa wariyat mazhab pay fasaad
ye sab aarzi hai inhain nae hai ehsaas
lout k jana hai usi rab k he paas
mitti hou tum mitti main he jaou gay
jita bhe samait lou saath kuch naw lay jaougay
soorat haseen seeratain kaali
sach hai bohemia zamana ye jali
salam baad main pehley farz hai gali
aam hai faraib muk gae wafa daari
mar gaya baap aulaadain hou gae yateem
bhool gaye kon chouta kon hai raheem
tootaye rishtaye jaisey imaarat qadeem
lag gae taareekhain jaidaad huie taqseem
halaat e duniya ki hai ye zamanat
dehleez say uth ti ghareeb ki izat
fakhar hai imaanatou main karna khayanat
mukhlasi bun gae pas ab zalalat
dilo main khatam ab pyaar ki qooat
bhae bhae main naw bachi koi akhooat
bachi koi akh
Comments
The artist currently doesn't allow comments.