Barse Badariyaa sawan ki
sawan ki man bhavan ki
sawan mein umagyo mere manva
bhanak suni hari aavan ki
umad ghumad chahun dis se aayo
damini dhamke jhar lavan ki
nanhi nanhi boonde megha barse
sh** al pavan sohavan ki
meera ke prabhu giridhar nagar
anand mangal gavan ki