Song picture
Jeet Saint feat Sunny B beat by The Dictator
Play
Pause
Comment Share
Free download
Charts
Peak #93
Peak in subgenre #48
Author
The Saint Beat By The Dictator
Rights
2010
Uploaded
April 04, 2010
MP3
MP3 3.8 MB, 128 kbps, 4:11
Story behind the song
A collab between Saint and his cousin Sunny B from Cali
Lyrics
apne rab ke darbaar main baitha main gulaam/ sache pyaar pe karu main apni zindagi kurbaan/ padhi maine gita padi bible aur quraan/ par is zindagi main dekhe badhe beymaan insaan/ buarai ki yeh duniya main sab kale hain ye raste/ kuch raz the/ jinme chupe is duniya ke haadse/ mere hath se in likhe in lavzo ka saath de/ jitna hai muje sache rab ke vaaste/ paap ki duniya yaaro koi na humara/ sache yaara di kami hai ek rabb hai sahara/ maine dushmano se sikha har vadon ko nibhana,mera music meri puja, rap music ka diwana/ sacha rab hai thikhana/muje rok ke dikhana/ ghore wali chal se bazi ko hai jitana/ is gareebi ko mitana, rabba mera saath de, / tapasya meri zindagi, ye kabi na bhulana/ banke ik afsana, mere gaano se seekh le/ ye duriya, majbooriyan inhe duniya se keech le/ chod de gunaho ko, tu haar ke jeet le/ warna ho jaega mitti, dafan duniya ke beech main/ consequences be harsh weapons are words of composition in this competition cause war microphone demonstrations enemies may steppin back stabbin mof*** ers cheking my patience themselves be playing my cds in cars and listening to em music station they whole nation shows appreciation for the perfectionist specialization acquiring special place in amazing lyrical communications rulin hearts setting new limits to boundaries to this art ye zindagi, nahin thi asan ek aam insaaan nikla apne raste,sapne ek dil ke aur umeede ko waste/ ye pathar aur kaante/ye kadwe kadwe sach kuch mithi mithi si ye batein/ sirf tere aasre/ye fasle bandhe maula apne saare dukh sukh baante/ nikla mera thoda sa kal nikili meri thodi si ratein, nikla kuch sach nikli kuch batein kuch kuch mere andhere, kuch kuch mere ujale/ ye sare/ duniya ke log/ paisa daulat shaurat ke chor/ aukat athani rupayya crore, aulad nikammi,gareebon pe zor/ par mujme gareebi ka zor, azadi ka shor azadi ka jashn/ gulami sarkar ki, hindustan ab gulamon ka watan/ ye mere shabd ye meri kalam, ye meri takat ye meri lagan/ ismain main magan, bagawat ki puja aur kranti ka hawan/ buzdil ki zindagi ya shaheedi ka kafan/ ye tashan kisi b had ko par/ karega/ek bar ye war lagega/na har sakega/ kabhi bi alfazo ka jaal ye mera/ jawano ka dera,basera insaaf ke sath/hath le chalega/ i just lived it and i got killed/ i just give it and i got nill/ i just give it in my senses in sentences and manuscripts to the best of my skills/ and my will will never ever hold back/ it l b forever n ever so bold that/ it will turn my words into a kind of gold pack/ shining all the darkness outa this world of cold cats/ even a guy with no usa uk and all black kind of tongue will rule in this game n wont fall flat/
Community
Appears on
Comment
Sorry, this artist prefers no comments right now.