Commercial uses of this track are NOT allowed
Adaptations of this track are NOT allowed to be shared
You must attribute the work in the manner specified by the artist
Zindagi Hai dhuan to kya
Bujh gayi har subah to kya
Rootha mujhse khuda to kya
Ho gaye hum juda to kya
Faasle they hazaaron darmiyan
Waqt ke they hazaaron imtehaan
Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main mehfuz hoon
Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah
main mehfuz hoon
Mehfuz hoon
Bewajah har wajah to kya
Begunahii hai gunaah to kya
Beasar hai dua to kya
Ho gaye hum juda to kya
Raaz gehre hazaron bepanah
Lafz thehare hazaaron bejubaan
Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthe ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main mehfuz hoon
Tere kesu ke mude pannon mein Yaadon ki tarah
Mehfuz hoon Teri aankhon mein
Mehfuz hoon Teri yaadon mein
Mehfuz hoon Teri baaton mein
Mehfuz hoon Tere baalon mein
Faasle the hazaron darmiyaan
Waqt ki thi hazaron aandhiyan
Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah
main mehfuz hoon
Tere kaandhe ke chipe til mein Vaadon ki tarah
main mehfuz hoon
Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah
main mehfuz hoon
Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah
hmmm hmmm hmmm hmmm