Song Info
Share URL of this page

Kramashayan
religious intolerance
Author
Copyright
Album
Uploaded on
Genre
Copyright
Album
Uploaded on
Genre
Take charge
A total of 4 users rated on average: 4.8 stars
Charts position
» highest in charts: # 26 (81,127 songs currently listed in Metal)
» highest in sub-genre: # 6 (17,179 songs currently listed in Metal > Death/Black Metal)

About the song
religious hatred and intolerance
Lyrics
Lyrics: Rishi
I
dharm ki sangya adheenta, ashakta dharmik vinaash ||
jeevan mein kya mukti? paristithi hai laash ||
dharm ke karan prachandata, anudaaarta agyaan ||
agyani kya padha rahe hai atmabodh vigyaan? ||
duryodhan ke vaunshaj woh prakruti jinki neech ||
natraheen marg darshak, kathor vipareet adhikaar ||
ye kaise sankat mein hai hum vimarsh kar hey eshwar? ||
aise kis devata ki upasana kare hum bali de kar? ||
II
kaun hai woh jo astitvaman antariksh dharan kar? ||
kalyug mein hai vaastavik vyakul mat prachaar ||
dharmikta ka antaradheen karte hai jo nishthur ||
karte hai wo sarvanaash yathartata talwaar ||
aakraman karte hai kintu parajay hai nischit ||
aarakshit woh nishkapat kyo veergati ko prapt? ||
dharti par tum kya vimarsh kar aaye the hey eshwar? ||